⧪⧪
⧪yudisthir ne ye rahasya batya tha jeevan mritu ka
mahabharat ki ek ghatna hai jab pandav diyut mein har jate hai ar banwas paate hai to vo ek jangal mein jate hai waha sanyasi banke ke rahne ke liye ek gathna hai ki sahdev paani lene ke liye ek nadi mein jate hai ar wapas nhi aate unka pta lagaane ke liye nakul jate hai wo bhi nhi wapas aate kramsha arjun ar bheem bhi jaate hai ar wapas nhi aate phir yudisthir jaate hai waha yudisthir ye dekh kr achimbhit ho jate hai ar wo prathna krte hai ki aap mere bhai ko jeevan de tb dharm raaj us nadi ke devta ke roop mein praghat hote hai tb daksh ne unse kaha tm mere prashn ke uttar do to mein
unhe jinda karoong daksh ne poocha
⧭jivan mritu kya hai
yudisthir ne bataya jivan wo samay hota hai jb wo ek sarir dharar karta hai yatarh manshu ka sarir 24 padharto se nirmit ek yantr hai jismein aatma jo ki parmeshwar ka ek roop hai us sarir mein niwas karta hai kisi aatma ki mritu ho hi nhi sakti kuy ki shristi ka niyam hai jb tk ye shristi hai tb tk kisi cheez ka nash nhi ho sakta manushya ka sarir agni hawa jal baadal ar jameen me bat jaata hai ar aatma ek naya sharir dharar karti hai ye gathna prithvi ke ant tk chalti rahegi jitni teji se janwaro ki mritu ho rhi hai wo utni hi jldi naya shrir dharar kr ke aayegi aatma ko purni gathna is liye nhiyaad rehti kuy ki dimag ke paas hi hamari yadein hoti hai wo dimag nashwar hota atarth mritu ek mithya gyan hai
No comments:
Post a Comment