mitro safalta prapt krne ki aasha ho to is gyan ko awashya grahan karein
mitro safalta prapt krne ke liye niskam karm ke sidhant ko samajhna aniwarya hai mitro niskam karm ka naam ho sakta hai aapne suna ho pr kya aap niskam karm ka tatparya samajh paye niskam karm ka bahut hi aasan sa pariyojan hai ki milne wali fal ki chinta mt krna jaise hamne koi lakshya nirdharit kiya phir us lakshya ke liye yojnaye bantae hai phir bina kisi nakratmak socho ke hum un yojnao pr pure man se kam karna shuru kr de yatarth har ya jeet kee chinta mt karein pure man se lakshaya ki or chal de mitro yadi aap ek vyapari hai to yaad rakhe apne karmchari ko pariwarjan ki tarah samjhe aatarth apne bhavnatmak pahlu awashya dikhaye unke liye kiye gaye hae phaisle mein
No comments:
Post a Comment