Monday, 13 March 2017

Mein kaun hu?


Mein kaun hu ye ek aisa prashn hai jiska uttar aksar ati vikhyat log janne ki koshish ki ar shyad bhut se log samajh bhi gaye steve jobs jo apple ke sansthapak hai ne bhi ye bt janne ki koshish ki isliye wo indiya aaye the ar 7 mahine haridwar mein rahe swami viveka nand bhi ye prashn pucha apne aap se ar unhe is prashn ka sahi uttar bhi mila mein kaun hu is ko janae ki koshish har kisi ko krni chahiye ye satya hai ki hmri aatma us param atma ka ek ansh hai ar ye bhi satya hai manushya ho ya insaan sbme ek hi aatma vas krti hai aatrth aatma to ek hai swami viveka nand ji ne is ka ek udararh bhi diya unhone kuch log se bola ki purma ki raat sab thali mein pani bhar ke aana bhut sare log pani bhar ke aaye thali mein swami ji ne bola apni thali mein dekho kya dikha sbne kaha chandrma tb swami ji ne kaha kya ye chandrma aapka hai kya nhi na chandrma to ek hi hai ar dikh sb thali mein raha hai usi prkar aatma ek hi hai atarth wo paratma jise hum bhagwn khte hai atarth hum bhi bhagwan hai prnte gyan ka abhaw hai kuch sadhu mahtma ye bhut din jangal mein yog ke bd jan jate hai kuch to uske bd aham brahmami atarth mein hi brahma hu ka abhimaan pal lete hai ye ahankar unke gyan ko kha leta hai

1 comment:

SOURCE OF MODI POWER (SPIRTUAL EFFECT ACCORDING TO GEETA)

MODI POWERS SOURCE hmne bhartiye rishi muniyo ki baat suni hai hum sanyasio ko dekh chuke hai hm apne sanatan dharm ki us atoot takat se...